Featured Post

Humana Medicaid Benefits: Navigating Healthcare with Confidence

  Introduction In the complex landscape of healthcare, understanding and accessing the right benefits can be a daunting task. Humana Medicai...

Subscribe Us

Saturday 19 March 2016

1 Mobile Me 2 Facebook, 2 Whatsapp, 2 Twitter Account kaise Use kare

                  Hello Friends, Sosial Media Ka fiver sabpe Chhaya hai. ham sab Sosial Media Website Me Account banakar isaka maja lete hai. kai bar hame problem tab hoti hai jab hame ek se jyada account banane ki jarurat ho. security ke karn Hamare smartphone aise Duplicate Account use karne ki ijajat nahi dete. tab ham sochate hai ki eksath facebook, whatsapp, Twitter pe  2 Account one Mobile phone me kaise chalaye. Aaj ham isaki ek application ke jariye multiple Account use karne Ki tricks bata rahe hai.


Step 1: sabse pehle apko parallel space Multi Account Android app download karni padegi.
>Google Play Store Me jake  parallel space Multi Account Search karke Mobile me Install kare.
Step 3: ab is app ko open kare aur isme se koi bhi app select kare jiske aap 1 mobile pe 2 account chalana chate hai.

jese Facebook, WhatsApp, Twitter.. jitne bhi App aapke Mobile me install hai aap unko add karke dusre account ke liye use kar sakte hai.
Step 4: App ko select karne ke baad usko open kare or apni New ID open karke usko use kare.
Is trha aap kisi bhi app me double account use kar sakte hai.. Agar aap Game ke sokin hai to aap Game bhi double install kar sakt ehai iski madad se..
Share:

0 Comments:

Post a Comment

Ads