Cricket hamare Desh ka Favorite Games hai. hal Me Icc t 20 Cricket world Cup 2016 chal raha hai. ham sab online live Cricket ka maja Tv pe. DishTV, Vodafone jaise TV connection hote hai isase maja Lete hai. agar hamare pas tv na ho ya ham kahi aur gaye ho to Cricket Match ko miss karana bada mushkil lagata hai. lekin hamare pas live cricket dekhne ke live match commentary dekhne - sunsne ke badhiya tarike Online mil sakte hai. aaj ham aapake sath online live cricket match dekhne ke tarike batane ja rahe hai. isase aap ball to ball score update pa sakenge.
Cricket android apps par aap online live commentary, score update dekh sakte hai. Ye apps aapko ek ek ball ki details me information dete hai. Jisse aap match ko full enjoy kar sakte hai.
Wese live cricket match dekhne ke baut sare android apps hai. But yaha mai aapko 7 most popular apps ke bare me bta raha hu. Jinhe user sabse jyada like karte hai or sabse jyada use karte hai.
Google play store par inke alawa bhi or bhaut sare android apps hai to aapko cricket ki live information provide karte hai. So agar aapko in apps me se koi app pasand na aaye to aap google play store se koi or apps download kar use kar sakte hai.Agar aap real me cricket lover ho to itni achi services milne ke bad koi bhi match miss karna nahi chahoge.
Cricket android apps par aap online live commentary, score update dekh sakte hai. Ye apps aapko ek ek ball ki details me information dete hai. Jisse aap match ko full enjoy kar sakte hai.
Wese live cricket match dekhne ke baut sare android apps hai. But yaha mai aapko 7 most popular apps ke bare me bta raha hu. Jinhe user sabse jyada like karte hai or sabse jyada use karte hai.
1. Hotstar – Watch TV Shows, Movies & Live Cricket Matches
Hotstar online cricket match dekhne me sabse jyada popular android apps hai. Iski wajah hai .Isme aap live cricket match ke alawa TV Shows, Movies online dekh sakte hai. In my case, Maine kei bar hotstar apps par cricket match dekha hai. Is apps ko aap mobile ke alawa computer me bhi istemal kar sakte hai. Download hotstar apps here.2. Cricbuzz Cricket Scores & News
Cricbuzz android apps online cricket dekhne ke liye hi banaya gaya hai. Is time ICC Word Twety20 cha lraha hai to aapko T20 World Cup match dekhne ke liye Cricbuzz apps me behtarin features milenge. Isme aap ball-by-ball textual commentary dekh sakte hai. IS apps par aap notification alert bhi set kar sakte hai. Sath hi is apps me match stats, records, rankings and player profiles features bhi available hai. Is app ko download karne ke liye yaha click kare Cricbuzz.3. ICC World T20 2016 Android App
ICC World T20 2016 ke liye ye ek best android apps hai .Isme aapko live score ke sath sath latest news padhne ko bhi milegi. Aam tor par har apps aapko 5 to 10 minute ke bad ka socre dikhata hai. But ye apps aapko fast ball to ball commentary ki information dega. Or isme aapko best over and balls ke videos bhi dekhne ko milegi. Yani match me koi acha record banta hai to aapko isme uska video dekhne ko milega. Download here ICC World T20 2016 Android App.4. Star Sports Live Cricket Scores
Star Sports Cricket Scores android apps me kamal ke features hai. Isme sabhi ICC World Cup ke liye ball-by-ball commentary, live scores, match fixtures, results, statistics and, the best of all, live cricket streaming ke feature available hai.Is app par aap live match ke sath sath old match bhi dekh sakte hai. Sath hi matches ke videos bhi dekh sakte hai. Star Sports Live Cricket Scores Ko yaha se download kare star Sport Download App..5. The ESPNcricinfo Cricket App
The ESPNcricinfo Cricket Android App ko cricinfo.com site ne banaya hai. Ye site cricket ke bare me jankari share karti hai. Balki yu kaho ki ye cricket ki hi site hai. Jis par sabkuch cricket ke bare me hai. Iska apps bhi top apps me se ek hai. Ye bhi aapko baki apps ki tarah good service provide karta hai. Download ESPNcricinfo Cricket App.6. Yahoo Cricket
Yahoo search engines ne bhi live cricket score dekhne ka android app develop kiya hai jo aapko match details or live score ki jankari btate hai. Isme baki apps se alag scorecard bahut hi simple hai. Jo aasani se aapki samajh me aa sakta hai. Yahoo cricket app me cricket ke alawa aapko latest news or photos gallaries bhi milegi. Download Yahoo Cricket App.7. NDTV Cricket
NDTV Cricket only indian cricket lovers ke liye hai. NDTV Cricket ko sirf india me rane wale log hi apne smartphone me use kar sakte hai. Is apps me bhi aapko ball by ball commentary or live score ki information milegi. Is apps ko download karne ke liye ye link open kare, NDTV Cricket App.Google play store par inke alawa bhi or bhaut sare android apps hai to aapko cricket ki live information provide karte hai. So agar aapko in apps me se koi app pasand na aaye to aap google play store se koi or apps download kar use kar sakte hai.Agar aap real me cricket lover ho to itni achi services milne ke bad koi bhi match miss karna nahi chahoge.
ReplyDeleteNice information about hotstar app. To Download Hotstar App visit 9Apps Store
https://www.champtop.com
ReplyDeleteJoin Nostra's Cricket Games App Now! Predict & Play Cricket Games to Win upto ₹50 Lakhs Real Cash.
ReplyDeletecricket games