Featured Post

Humana Medicaid Benefits: Navigating Healthcare with Confidence

  Introduction In the complex landscape of healthcare, understanding and accessing the right benefits can be a daunting task. Humana Medicai...

Subscribe Us

Friday 25 March 2016

Free Wordpress Blog Kaise Banaye - easy 4 step Hindi

Blog Banana Aajkal sabhi ke liye ek trade Ho gaya hai. Blog banane ki free Services kai website de rahi hai. isame blogger aur WordPress  sabase badhiya hai, aur Easy Bhi hai. aap kuchh hi step follow karke 10 minute me blog bana sakte hai. isase blog banake website me change arna bhi saral hai.
Free Wordpress Blog Kaise Banaye - easy 4 step Hindi

iss Post me mai apko bataunga ki 1 ghante me wordpress Blog kaise banaye . WordPress ek bhaut hi popular blogger plateform hai jispe duniya ke 25 % blog website bane hue hain . WordPress ke 2 plateform hain ek free hai aur dusra paid hai WordPress.com Vs wordpress.org me different ko jane .bhaut se log WordPress pe blog ko banana muskil mante hain .., Lekin mai apko bataunga ki  1 Ghante me wordpress blog kaise banaye . Agar aap taiyar hain to chaliye shuru karte hain .

 Whats Difference For Blogger vs Wordpress ?

WordPress par blog banana bhi blogspot par blog banane jaisa hi hai. bas fark sirf itna hai ki blogspot free hai but wordpress paid hai. or is par blog banane ke liye aapko kisi hosting site se hosting leni padegi. is post me mai aapko wordpress par blog banane ke bare me kuch important bate bta raha hu. jisse aap aasani se wordpress blog bana sakte ho.
wordpress or blogspot dono blogger platform hai. wordpress par unlimited feature hote hai. blog par humara pura control rahta hai. jabki blogspot blog par humara pura control nahi hota or isme feature bhi limit hote hai. yani blogspot ko loha mane to wordpress ko sona manna galat nahi hoga 

Kaise Banaye Wordpress free Blog-Hindi me Jane 


wordpress par blog banane ke liye aapko hosting leni padegi. wese to aap wordpress.com par free blog bhi bana sakte ho but usme aap theme change nahi kar sakte or kei or important customizing kar sakte. agar aap wordpress par new hai to mai aapse kahunga ki aap ek bar kisi free hosting dene wali site se hosting le kar wordpress ko pahle samajh le. uske bad kisi achi hosting site se hosting le kar blog banaye.
“Yaha mai aapko wordpress.com par free blog banane ke bare me bta raha hu. agar aap paise kamane ke liye blog banana chahate hai to hosting le kar hi blog banaye.”

Step 1

sabse pehle aapko wordpress.com site par jana hai aur uske bad aapko create a blog par click karna hai
wordpress blog creat


Create blog par click karte hi aapko koi theme choose karne ke liye kaha jayega. aap apni pasand se koi bhi theme select kare.

Step 2

wordpress me blog banane

ab aapko blog ka koi bhi domain choonna hai. free domain ke liye domain me wordpress.com lagaye jaise examplale.wordpress.com.

image me btaye anusar free domain ke samne select par click kare.

 Step 3

wordpress blog  step by step jane,
 ab aapko free plan par select karna hai . Click kare.

 Step 4

1: yaha aapko apna imel id dalna hai
2: aur yaha aapko apna username dalna hai
3: yaha aapko apna password chunle aur
4: ab aapko create account ki buttom par click karna hai
wordpress log in


ab to aapka wordpress website ban chukka hai ab aapko ek kam karna hai aapke gmail id par ek messege aya hoga aapki site ko conform jarur karle.

ab aap customize ki buttom par click karke apni site ko atche se customize karle agar aapka koi bhi sawal hai to aap niche comment kare
Share:

0 Comments:

Post a Comment

Ads