Blog Banana Aajkal sabhi ke liye ek trade Ho gaya hai. Blog banane ki free Services kai website de rahi hai. isame blogger aur WordPress sabase badhiya hai, aur Easy Bhi hai. aap kuchh hi step follow karke 10 minute me blog bana sakte hai. isase blog banake website me change arna bhi saral hai.
iss Post me mai apko bataunga ki 1 ghante me wordpress Blog kaise banaye . WordPress ek bhaut hi popular blogger plateform hai jispe duniya ke 25 % blog website bane hue hain . WordPress ke 2 plateform hain ek free hai aur dusra paid hai WordPress.com Vs wordpress.org me different ko jane .bhaut se log WordPress pe blog ko banana muskil mante hain .., Lekin mai apko bataunga ki 1 Ghante me wordpress blog kaise banaye . Agar aap taiyar hain to chaliye shuru karte hain .
wordpress par blog banane ke liye aapko hosting leni padegi. wese to
aap wordpress.com par free blog bhi bana sakte ho but usme aap theme
change nahi kar sakte or kei or important customizing kar sakte. agar
aap wordpress par new hai to mai aapse kahunga ki aap ek bar kisi free
hosting dene wali site se hosting le kar wordpress ko pahle samajh le.
uske bad kisi achi hosting site se hosting le kar blog banaye.
Create blog par click karte hi aapko koi theme choose karne ke liye kaha jayega. aap apni pasand se koi bhi theme select kare.
ab aapko blog ka koi bhi domain choonna hai. free domain ke liye domain me wordpress.com lagaye jaise examplale.wordpress.com.
image me btaye anusar free domain ke samne select par click kare.
2: aur yaha aapko apna username dalna hai
3: yaha aapko apna password chunle aur
4: ab aapko create account ki buttom par click karna hai
ab to aapka wordpress website ban chukka hai ab aapko ek kam karna hai aapke gmail id par ek messege aya hoga aapki site ko conform jarur karle.
ab aap customize ki buttom par click karke apni site ko atche se customize karle agar aapka koi bhi sawal hai to aap niche comment kare
iss Post me mai apko bataunga ki 1 ghante me wordpress Blog kaise banaye . WordPress ek bhaut hi popular blogger plateform hai jispe duniya ke 25 % blog website bane hue hain . WordPress ke 2 plateform hain ek free hai aur dusra paid hai WordPress.com Vs wordpress.org me different ko jane .bhaut se log WordPress pe blog ko banana muskil mante hain .., Lekin mai apko bataunga ki 1 Ghante me wordpress blog kaise banaye . Agar aap taiyar hain to chaliye shuru karte hain .
Whats Difference For Blogger vs Wordpress ?
WordPress par blog banana bhi blogspot par blog banane jaisa hi hai. bas
fark sirf itna hai ki blogspot free hai but wordpress paid hai. or is
par blog banane ke liye aapko kisi hosting site se hosting leni padegi.
is post me mai aapko wordpress par blog banane ke bare me kuch important
bate bta raha hu. jisse aap aasani se wordpress blog bana sakte ho.
wordpress or blogspot dono blogger platform hai. wordpress par unlimited
feature hote hai. blog par humara pura control rahta hai. jabki
blogspot blog par humara pura control nahi hota or isme feature bhi
limit hote hai. yani blogspot ko loha mane to wordpress ko sona manna
galat nahi hoga
Kaise Banaye Wordpress free Blog-Hindi me Jane
“Yaha mai aapko wordpress.com par free blog banane ke bare me bta raha hu. agar aap paise kamane ke liye blog banana chahate hai to hosting le kar hi blog banaye.”
Step 1
sabse pehle aapko wordpress.com site par jana hai aur uske bad aapko create a blog par click karna haiCreate blog par click karte hi aapko koi theme choose karne ke liye kaha jayega. aap apni pasand se koi bhi theme select kare.
Step 2
ab aapko blog ka koi bhi domain choonna hai. free domain ke liye domain me wordpress.com lagaye jaise examplale.wordpress.com.
image me btaye anusar free domain ke samne select par click kare.
Step 3
ab aapko free plan par select karna hai . Click kare.Step 4
1: yaha aapko apna imel id dalna hai2: aur yaha aapko apna username dalna hai