Featured Post

Humana Medicaid Benefits: Navigating Healthcare with Confidence

  Introduction In the complex landscape of healthcare, understanding and accessing the right benefits can be a daunting task. Humana Medicai...

Subscribe Us

Tuesday 12 April 2016

Mobile Internet Speed Badhane Ke 6 Tarike

Internet ka Sabase jayda use smartphone me hota hai. kai bar ham low internet speed se heran ho jate hai. hame Mobile pe gussa aane lagata hai. ham sochte hai ki Mobile Internet ki speed kyu kam ho jati hai. mere smartphone me net speed / surfing kyu slow ho jata hai. mai aapko kuchh simple step me Tips batata hu , jiase aapke Mobile ki surfing speed badh jayegi. in 5 tariko ko follow kare. 


Jab bhi koi smartphone ko market se ya online khareedta hai toh phone ki RAM ko nahi dekhte hai. Kyuki unhe RAM ke baare me kuch pata nahi hota aur phone ko khareed leta hai aur baad mein inn pareshaanio se gujarna padhta hai. Sabse pahle RAM ko dekhiye ki phone me RAM kitna hai. Matlab RAM ki size kya hai.
Jitana bada RAM ki size hoga utna hi acha hai phone ke liye. Kyuki ki phone ko slow karne ka asli karan hai RAM. Isiliye RAM ki size jayada hone chahiye.

Mobile Internet Speed Kaise Badhaye ?

 1. Stop Running Apps 

Sabase bada problem Mobile Internet Speed kam Hone ka ye hai. aap khud jante na ho aur kai Apps Running rahti hai aur ye jayda Net use kar rahi hoti hai. aisi apps ko dhudhkar stop karde. 50% speed Deterrent aapke mobile me ho jayega.

2. clean master Apps Ka Use kare

Sabse pahle apne phone me clean master apps ko install kariye. Aur phone me jitne bhi junk files hai unn sab  ko kariye delete. Junk files ko delete karne se RAM hamesha rahta hai fresh jisske karan phone ko slow hone se bachata hai aur speed ko banaye rakhta hai.

3. Unused Apps Ko unistall kare

Aise bahut se log hai jo naya naya phone lete hai toh ussme apps aur games install karke rakhta hai. Aur aise kai apps hai jo bekaar me install karke rakhte hai. Iss liye inn sab par aaj se lagaye Stop ka button. Matlab phone par jayada apps rakhne se speed par asar padhta hai jisske karan speed kam hone lagta hai. Isiliye jitna ho sake apps kam rakhe. Aur bekaar ke apps ko kariye unn install.

Ye trick sabse jyada unn ke liye hai jinka phone ki RAM kam hote hai. Kyuki jayada tar aise samashya kam RAM waale phone par dekha gaya hai.

4. internal memory ka use jyada na kare

Phone memory ko hamesha rakhiye khaali. Ji haa sabhi kya karte hai ki phone ki memory ko kar deta hai full jiske karan kai aise aur samashya nikal aata hai. Aise samashya nikalne ke baad speed ke saath mil kar aur buri taraha se speed kamne lagta hai. Isiliye kabhi phone memory ko full mat kariye.

  5. Update all Apps 
Apps ko kariye update. Aapke phone par jitna Apps hai unn sab ko update karte rahiye. Jab bhi unn aaps ka new updates aayega toh aapko pata chal jaayega notification par. Ye tabi pata chalega jab phone ki data on hoga matlab Internet chalega phone par jab. Isiliye Apps ko update karte rakhiyega.

6. use quality Memory Card

Phone me achi quality ka memory card daale. Kya hota hai ki aise kai memory card hai jo achi taraha se kaam nahi karta hai. Aise memory card ki speed bhi kam rahta hai isiliye achi quality ka memory card lagaye jisse phone ki speed bar karar
rahega.
 
Share:

2 comments:

  1. hello सोनल
    मैं एक बहुत ही छोटा ब्लॉगर हूँ ।
    आपकी पोस्ट लिखने की स्टाइल बहुत ही अच्छी है ।
    मेरा आपसे एक suggestion है
    आप एक तो डोमेन ले लो क्योंकि मैंने neil patel की एक पोस्ट में पढ़ा था कि फर्स्ट पेज पे पोस्ट को लाने के लिए 15% डोमेन वर्क करता है, और दूसरा यह की आप adsense ad ब्लॉग पोस्ट के अंदर भी insert करो ताकि आपकी income भी थोड़ी बढ़ेगी।

    आप के templete में menu editing नहीं है ,social follow button में भी आपकी लिंक नहीं है ,contact फॉर्म और अबाउट us पेज भी नहीं है । जबकि आपने ब्लॉग्गिंग अप्रैल 2015 से शुरू किया है।

    sorry सोनल जो में तुम्हे यह कमियाँ दिखा रहा हूँ ।

    i hope u understand if any doght contact me.

    ReplyDelete
  2. There are all kinds of pictures of the world on the internet, but to find one of these specific pictures that you want to use for your blog or business marketing, but to find out where it is used. It is not an easy task. But you can do it easily with a Yandex reverse image search lets see how do you reverse image search on Yandex? Yandex Image search

    ReplyDelete

Ads