Internet ka Sabase jayda use smartphone me hota hai. kai bar ham low internet speed se heran ho jate hai. hame Mobile pe gussa aane lagata hai. ham sochte hai ki Mobile Internet ki speed kyu kam ho jati hai. mere smartphone me net speed / surfing kyu slow ho jata hai. mai aapko kuchh simple step me Tips batata hu , jiase aapke Mobile ki surfing speed badh jayegi. in 5 tariko ko follow kare.
Jab bhi koi smartphone ko market se ya online khareedta hai toh phone ki
RAM ko nahi dekhte hai. Kyuki unhe RAM ke baare me kuch pata nahi hota
aur phone ko khareed leta hai aur baad mein inn pareshaanio se gujarna
padhta hai. Sabse pahle RAM ko dekhiye ki phone me RAM kitna hai. Matlab
RAM ki size kya hai.
Jitana bada RAM ki size hoga utna hi acha hai phone ke liye. Kyuki ki phone ko slow karne ka asli karan hai RAM. Isiliye RAM ki size jayada hone chahiye.
Jitana bada RAM ki size hoga utna hi acha hai phone ke liye. Kyuki ki phone ko slow karne ka asli karan hai RAM. Isiliye RAM ki size jayada hone chahiye.
Mobile Internet Speed Kaise Badhaye ?
1. Stop Running Apps
Sabase bada problem Mobile Internet Speed kam Hone ka ye hai. aap khud jante na ho aur kai Apps Running rahti hai aur ye jayda Net use kar rahi hoti hai. aisi apps ko dhudhkar stop karde. 50% speed Deterrent aapke mobile me ho jayega.
2. clean master Apps Ka Use kare
Sabse pahle apne phone me clean master apps ko install kariye. Aur phone
me jitne bhi junk files hai unn sab ko kariye delete. Junk files ko
delete karne se RAM hamesha rahta hai fresh jisske karan phone ko slow
hone se bachata hai aur speed ko banaye rakhta hai.
3. Unused Apps Ko unistall kare
Aise bahut se log hai jo naya naya phone lete hai toh ussme apps aur
games install karke rakhta hai. Aur aise kai apps hai jo bekaar me
install karke rakhte hai. Iss liye inn sab par aaj se lagaye Stop ka
button. Matlab phone par jayada apps rakhne se speed par asar padhta hai
jisske karan speed kam hone lagta hai. Isiliye jitna ho sake apps kam
rakhe. Aur bekaar ke apps ko kariye unn install.
Ye trick sabse jyada unn ke liye hai jinka phone ki RAM kam hote hai. Kyuki jayada tar aise samashya kam RAM waale phone par dekha gaya hai.
Ye trick sabse jyada unn ke liye hai jinka phone ki RAM kam hote hai. Kyuki jayada tar aise samashya kam RAM waale phone par dekha gaya hai.
4. internal memory ka use jyada na kare
Phone memory ko hamesha rakhiye khaali. Ji haa sabhi kya karte hai ki
phone ki memory ko kar deta hai full jiske karan kai aise aur samashya
nikal aata hai. Aise samashya nikalne ke baad speed ke saath mil kar aur
buri taraha se speed kamne lagta hai. Isiliye kabhi phone memory ko
full mat kariye.
5. Update all Apps
5. Update all Apps
Apps ko kariye update. Aapke phone par jitna Apps hai unn sab ko update
karte rahiye. Jab bhi unn aaps ka new updates aayega toh aapko pata chal
jaayega notification par. Ye tabi pata chalega jab phone ki data on
hoga matlab Internet chalega phone par jab. Isiliye Apps ko update karte
rakhiyega.
6. use quality Memory Card
Phone me achi quality ka memory card daale. Kya hota hai ki aise kai memory card hai jo achi taraha se kaam nahi karta hai. Aise memory card ki speed bhi kam rahta hai isiliye achi quality ka memory card lagaye jisse phone ki speed bar karar
rahega.